Log Mujhko Khush Samajhte Hai lyrics in Hindi from Movie Zamindar starring Akhtar, Anwari, Shanta Apte, G.N. Butt, M. Ismail, Manorama, Ghulam Mohammad, Durga Mota, S.D. Narang. It has been sung by Ghulam Haider, writted by Behzad Lucknavi and Music is directed by Ghulam Haider

Movie | Zamindar |
Singers | Ghulam Haider |
Lyricist | Behzad Lucknavi |
Music Director | Ghulam Haider |
Cast | Akhtar, Anwari, Shanta Apte, G.N. Butt, M. Ismail, Manorama, Ghulam Mohammad, Durga Mota, S.D. Narang |
लोग मुझको खुश समझते हैं Log Mujhko Khush Samajhte Hai lyrics in Hindi
लोग मुझको खुश समझते हैं
मगर में घाम मैं हूँ
जिसको कोई पा नहीं सकता हैं
उस आलम में हूँ
मुझको किस्मत से मिली हैं
कैसी यह ठी ज़िंदगी
मुझको किस्मत से मिली हैं
कैसी यह ठी ज़िंदगी
में ही नग़्में गा रहा था
और में ही मातम मैं हूँ
में ही नग़्में गा रहा था
और में ही मातम मैं हूँ
सब्र का तो फल मिला हैं
शुक्र का भी फल मिले
सब्र का तो फल मिला हैं
शुक्र का भी फल मिलेतू ने जो आलम दिया हैं
में उसी आलम में हूँ
तू ने जो आलम दिया हैं
में उसी आलम मैं हूँ
फूल से लेकिन बहारों से
बहुत हूँ दूर दूर
फूल से लेकिन बहारों से
बहुत हूँ दूर दूर
कोई मुझको यह बताएं
कौन से मौसम मैं हूँ
कोई मुझको यह बताएं
कौन से मौसम मैं हूँ
लोग मुझको खुश समझते हैं
मगर में घाम मैं हूँ
जिसको कोई पा नहीं सकता हैं
उस आलम मैं हूँ.
लोग मुझको खुश समझते हैं Log Mujhko Khush Samajhte Hai lyrics in English
Log mujhko khush samajhte hain
Magar main gham mein hoon
Jisko koi paa nahi saktaa hai
Us aalam main hoon
Mujhko kismat se mili hai
Kaisi yeh thhi zindagi
Mujhko kismat se mili hai
Kaisi yeh thhi zindagi
Main hi naghmen gaa rahaa tha
Aur main hi maatam mein hoon
Main hi naghmen gaa rahaa tha
Aur main hi maatam mein hoon
Sabr ka to phal milaa hai
Shukr kaa bhi phal miley
Sabr ka to phal milaa hai
Shukr kaa bhi phal mileyTu ne jo aalam diyaa hai
Main usi aalam main hoon
Tu ne jo aalam diyaa hai
Main usi aalam mein hoon
Phool se lekin bahaaron se
Bahut hoon door door
Phool se lekin bahaaron se
Bahut hoon door door
Koi mujhko yeh bataayen
Kaun se mausam mein hoon
Koi mujhko yeh bataayen
Kaun se mausam mein hoon
Log mujhko khush samajhte hain
Magar main gham mein hoon
Jisko koi paa nahi saktaa hai
Us aalam mein hoon.